Songs of Shailendra::
you're reading...
1960s, Lata, Lyrics, Shankar-Jaikishan, Uncategorized

१९६६ – गबन – आए रे दिन सावन के | 1966 – Gaban – aaye re din sawan ke

आए रे दिन सावन के, सावन के
बलम तेरे आवन के, आवन के
आए रे दिन सावन के

तेरे प्यार का जोग लिया, मोहे लोग कहें दीवानी
घर-घर की इस कहा-सुनी में, मैं बन गई कहानी
आए रे दिन सावन के …

दो नैनों के दीप जलाए, जागूँ सारी रैना
कैसे लागे नैन पिया जब, तुम संग लगे नैना
आए रे दिन सावन के …

आम तले झूले पे बैठूँ, पूछें मेरी सखियाँ
कौन बिदेसी कर गया जादू, किन संग लागी अँखियाँ
आए रे दिन सावन के …

aa_e re din saavan ke, saavan ke
balam tere aavan ke, aavan ke
aa_e re din saavan ke

tere pyaar kaa jog liyaa, mohe log kahe.n diivaanii
ghar-ghar kii is kahaa-sunii me.n, mai.n ban ga_ii kahaanii
aa_e re din saavan ke …

do naino.n ke diip jalaa_e, jaaguu.N saarii rainaa
kaise laage nain piyaa jab, tum sa.ng lage nainaa
aa_e re din saavan ke …

aam tale jhuule pe baiThuu.N, puuchhe.n merii sakhiyaa.N
kaun bidesii kar gayaa jaaduu, kin sa.ng laagii a.Nkhiyaa.N
aa_e re din saavan ke …

Film Gaban Music Director Shankar-Jaikishan
Year 1966 Singer(s) Lata
Audio Video On Screen
Audio
Video
Advertisement

Discussion

No comments yet.

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s

Listen to Shailendra’s Most Memorable Songs

Listen to Songs of Shailendra here

Songs of Shailendra - Blog Views

  • 447,406
%d bloggers like this: