शाम गई रात आई, कि बलम आजा तारों की बरात आई, कि बलम आजा ओ बलम आजा, अब तो सनम आजा शाम गई रात आई, कि बलम आजा रात और दिन के मिलन की घड़ी में, ठण्डी-ठण्डी सावन की झड़ी में मीचूँ आँखें तो तेरी सुरतिया चम-चम-चमके जैसे बिजुरिया |
shaam ga_ii raat aa_ii, ki balam aajaa taaro.n kii baraat aa_ii, ki balam aajaa o balam aajaa, ab to sanam aajaa shaam ga_ii raat aa_ii, ki balam aajaa raat aur din ke milan kii gha.Dii me.n, ThaNDii-ThaNDii saavan kii jha.Dii me.n miichuu.N aa.Nkhe.n to terii suratiyaa cham-cham-chamake jaise bijuriyaa |
Film | Shree 420 | Music Director | Shankar-Jaikishan | |
Year | 1955 | Singer(s) | Lata, Chorus | |
Audio | Video | On Screen |
Audio |
http://youtu.be/HlCG9wqu4XY |
Video |
Discussion
No comments yet.